Bhai nhi maregi wo….Maan meri baat ..nhi maregi
Isi dar me ki khana nhi khayegi, soyegi nhi, khud ko harm kar legi, zindagi barbaad kar legi apni …4 Saal nikal gye mere …
Agr realize karu to wo waisi ki waisi hi hai …mein Badal gya ..gussa badh gya hai …pehle jaisa nhi rha ….
Get out of this ASAP …theka leke dekha hua hai maine …sirf tu apna time waster kar rha hai …nhi maregi …Maan meri baat